Ad Code

Bridha pension | वृद्धा पेंशन 2021 | How to apply for old age pension | Old age pension |

 

Bridha pension | वृद्धा पेंशन 2021 | How to apply for old age pension | Old age pension |

bridha pension | How to apply for old age pension | Old age pension : Uttar Pradesh sarkar Ne Bujurg Logon ki taraf Dhyan dete Hue Ek Nai Yojana Shuru Ki Hai. is Yojana ka naam hai bridha pension. is Yojana ka Labh Logon Ko milega. Kyunki bahut se Bujurg Aise Hain Jinke bacche unhen Khan Pan Aur kharch Ke Liye paise Nahin dete hai.

Jis Se unhen Bahut Si pareshani ka Samna karna padta hai. isiliye Sarkar Ne Unki Taraf Dhyan dete Hue bridha pension Yojana Shuru ki hai, jisse ki unhen Apne Bal bacchon Ke Samne a Hath failane na Pade, arthat unhen kharch ke paise Apne bacchon se Mang na Pade.

agar aap bhi bridha pension ka Labh uthana Chahte Hain, To aap is post ko last Tak padhte Rahe. Kyunki is post Mein Ham aapko vistar purvak bataenge ki birdha pension Mein form online karne ke liye aapke pass Kin Kin document ki avashyakta hoti hai. aur kaun kaun birdha pension mein aavedan kar sakta hai.

Eligibility to apply for old pension

Uttar Pradesh bridha pension mein aavedan karne ke liye aapko nimnalikhit dastavej ki avashyakta Hogi Jo niche Diye gaye hain.

1. aavedan Karta Ki Aayush 60 varsh se Adhik honi chahiye.

2. bridha pension mein aavedan karne wala vyakti Uttar Pradesh Ka niwasi Hona chahiye.

3. aavedak ke pass Aadhar Card Hona jaruri hai.

4. aavedak ke pass bank passbook honi chahiye.

Amount of old pension

Uttar Pradesh vridha pension Yojana ke tahat 500 rupaye Pratimaha Ki dhan Rashi pradan ki Jaati Hai. Jis Bujurg log apna kharch aaram se chala sake.

How to apply for old age pension

bridha pension mein online aavedan karne ke liye aapko sabse pahle uski official site par Jana Hoga. FIR aapke Samne site ka office page khul Jaega. Jaisa ki aap screenshot Mein dekh sakte hain.

Yahan per aap online aavedan per click Karen click karne ke bad aapke Samne Ek Naya page open hoga.

Yaha per aapko first number per new entry form per click karna hoga. Jaisa ki aap screenshot Mein dekh sakte hain.

FIR aapke Samne bridha pension ka aavedan form khul Jaega. Is form ko aap acche se bhare aur ek bar barnne ke bad Aise acche se check karne, jisse agar aap koi bhi Galti hoti hai to Aapka form cancel kar diya jata hai. aur FIR save kar de.

ab aap bridha pension ke bare mein acche se Jankari Honge. ki kis Prakar se ismein aap aavedan kar sakte hain, aur aavedan karne ke liye kin kin document ki avashyakta hoti hai.

Agar aapka is post se sambandhit koi bhi Sawal hai to aap Hame comment box Mein Jarur likhe.

Reactions

Post a Comment

0 Comments