Ad Code

Ayushman Bharat Card Hospital List

Ayushman Bharat Card Hospital List 

 Sarkar Har Sal Koi Na Koi scheme Lekar Aati Hai. jisse Garib logo ki madad ho sake. Pradhanmantri Narendra Modi Ne Ayushman Bharat Yojana launch kiya hai.Es Yojana Mein  Garib Kisan Jo log Apna ilaaj nahin kar paate Hain. Is Yojana ke tahat Apna ilaaj free mein kara Sakenge. uske liye koi bhi kisi Tarah ka shulk Nahin Dena hoga.

Ayushman Bharat Card Hospital List Ayushman Bharat Yojana ki taraf se khole Gaye hospital Mein gareeb Parivar Ke Log  500000 Tak ka ilaaj  bilkul free mein kara Payenge. iske liye aapko Apne Chaitra ke Hospital ke bare mein pata karna hoga, 

ki kon Kon se Hospital Ayushman Bharat Card Hospital Mein Shamil Kiya gaya hai. Kyunki  Jain Hospital ko Ayushman Bharat Yojana ke tahat Shamil Kiya Gaya hai. unhi aspataal Mein Garib Parivar Ke Log Apna free mein Ilaaj kara Payenge. Is post Mein Ham aapko bataenge ki aap kis Prakar se Ayushman Bharat card hospital list dekh sakte hain. iske liye aap is post ko last Tak padhte Rahe. To Iye Jante Hain.

Ayushman Bharat Yojana Shuru karne ka ka uddeshya

Bharat Sarkar Ne Ayushman Bharat card Hospital Yojana isliye Shuru kiye jisse vah Garib Parivar Ke Log jismein Apna Ilaaj acche se kara sake. kyu ki Khush Garib Parivar Aise Hain. JiNhe bahut hi Khatarnak Bimari Ho Jaati Hai. Aur jismein Lakho rupaye ka kharcha Hota Hai. Is vajah Se gareeb Apna Ilaaj nahin kar paate hain. 

Aur Bimari Ke Karan Unki Jaan Chali Jaati Hai. jisse unke Parivar ke Palan poshan karne mein Anek samasyaon ka Samna karna padta hai. isiliye Bharat Sarkar Ne samasyaon ko Dur karne ke liye Ayushman Bharat Yojana ki shuruaat ki, jo vah Garib Parivar Ke Log Apna Ilaaj free mein kara Sake.

Ayushman Bharat Card Hospital List

agar aap Aayushman Bharat card Hospital Yojana ka Labh uthana chahte hain, aap apna Ilaaj free mein karna chahte hain aur aap Aayushman Bharat card Hospital ki list Kaise dekhte hain aap  Apne Ghar Baithe online Apne laptop mein mobile per is Ayushman Bharat Yojana ki Office site per jakar Ayushman Bharat card Hospital ki list dek sakte hain. 

Kyunki is list Mein Kuchh Aise private  Hospital bhi Shamil Hai. Jo Bahar Sarkar Ke niyamo ka Palan karte hain. Sarkar Ne private Hospital ko bhi Ayushman Bharat Yojana Mein Shamil kar liya hai.

Ayushman Bharat card Hospital List star rating

Bharat Sarkar Ne Ek Naya Faisla liya hai. jo bhi Niji aspataal Sarkari aspataal Hai. unko star reading Di Jayegi. Bharat Sarkar Ne yah Faisla Hua Hai hospital ke suvidhaon ko Behtar banane ke liye Kiya Hai. jisse marijon Ko vah behtarin tarike se Ilaaj ho sake. 

yeah star rating Jab marriage ko discharge Kiya jaega uski santushti ke Aadhar per Aati Jayegi. Is Yojana Ke tahat Jo Hospital 90 fesdi se adhik score paar Karenge use Hospital ko 5 star rating Di Jayegi. aur jo aspataal 75 se 90 ka score par Karenge unko ka hai 4 star reading Di Jayegi.

Ayushman Bharat card Hospital List Yojana kab Shuru Hui

Pradhanmantri Narendra Modi Ne Ayushman Bharat card Hospital Yojana ki suruwat 25 September 2018 Mein Shuru ki thi. Ayushman Bharat card Hospital List Yojana ke tahat Garib Parivar Ke Logon Ka 5 lakh ka Bima Kiya Jaega. Jisse 5 lakh Tak ka free mein Ilaaj kara Payenge. Aayushman Bharat Yojana ka Labh Kareeb 10 lakh Garib Parivar ko milega.

Ayushman Bharat card hospital list Yojana ke liye patrata

1. Anusuchit jaati (SC) Aur janjati Ke parivar (ST)

2. beggar vyakti ( Jiske pass Rahane ko Ghar Na ho )

3. Aadivasi

4. Bhoomi heen parivar

5. Majdur

6. Jiske ghar mein Keval Ek Kamra Ho Deewar aur Chhat theek na ho.

7. Vah Parivar jismein 16 se 59 varsh ke bich Koi Purush sadasya Na Ho.

Ayushman Bharat Yojana Ke antargat Aane Wale rogon ke naam

Laryngopharyngectomy

Skull base surgery

Pulmonary Replacement

Pro State Cancer

Double valve replacement

Anterir spine fikshen

Tissue Expander

Ayushman Bharat card hospital list Kaise Dekhe

Ayushman Bharat card Hospital list dekhne ke liye aapko sabse pahle uski official site par Jana Hoga.kuchh is Prakar se official site ka page aapke Samne open hoga. Jaisa Ki Aap screen short Mein niche dekh sakte hain.

Yahan per aapko State, District, Hospital Type, Speciality, Hospitals Name Aadhi ka Chayan Kare. aur niche diye capture code ko fill karne ke bad search per click kare .or per aapke Samne Hospital ki puri detail aapke Samne a Jayegi.

suspended Hospital List

sabse pahle aapko iski Office ke site per jana hai aur edition site per jaane ke bad ka official page open hoga. Yahan per aapko Upar suspend hospital list ka option dikhega use per Click karna hai. click karne ke bad aapke Samne ka naya page open hoga.

Yahan per aapko Hospital ID, state district, application status select karne ke bad captcha code ko fill Kare search per click Kare. ab Aap Ke Samne hospital se sambandhit Jankari aapke Samne a Jayegi.

Agar aapko Hamare dwara Di Gai Jankari person I ho to please isase Apne dosto ke sath Ek Bar Jarur share Kare. or aise hi Sarkari Yojana se sambandhit Jankari pane ke liye Aap Hamare Shubh Blog per Aate Rahe.

Agar aapka koi bhi Sawal Hai is post se sambandhit to hume comment box Mein Jarur likhe.

Reactions

Post a Comment

0 Comments